Funny-Biwi Ne Dua Kyun Nahin Mangi?

Biwi ne namaaz padhkar dua ke liye haath uthaye, par kuchh nahin manga aur haath neeche kar liye!

Shauhar yah sab dekh raha tha, to puchh baitha..
“Ye kya? Dua kyun nahin maangi?”

Biwi: Mangne hi lagi thi ki “Allah aapki tamaam mushkile khatam kar de”
Phir socha, Kahin main hi na mar jaun!


Post a Comment

0 Comments