Sala kal ankh maar kar gaya tha!!

Santa bar me gaya to Bar tender ne usse pucha: Kya loge aaj?

Santa: Bas ek beer!

Bar tender: Kya hua? Aaj tum kuch Theek nahi lag rahe.. 
Itne udaas kyun ho?

Santa: Mera meri wife se jhagda ho gaya tha… Usne mujhe kaha ki wo Ek mahine tak mujhse baat nahin karegi!

Bar tender: Phir usme kya Presaani hai?

Santa: Aaj ek mahina poora ho gaya hai!! :-P

********************************************




Ek chinti auto mein bethi.. aur ek per bahar rakha..

Driver: Madam pair andar kar lo

Chinti: Nahi, mujhe hathi ko laat marni hai..

Sala kal ankh maar kar gaya tha!! :-D






Post a Comment

0 Comments