How to work Motherboard
ESME BAHUT SAARE COMPONENT LAGE HOTE HAIN. JAISE> RESISTOR,CAPACITOR,DIODE,TRANSISTOR,PACK RESISTOR,ZENER DIODE,COIL,IC,CONNECTOR SOCKET etc..
IN SABKO MILAKAR EK SECTION BANAYA JATA HAIN . JAISE: POWER SECTION(VRM),CLOCK GENERATOR SECTION,RESET SECTION,MCH,PIIX,CMOS,BIOS,etc..
JAB TAK SAARE SECTION SAHI TRAH SE KAAM NAHIN KARENGE TAB TAK MOTHERBOARD SAHI TARAH SE KAAM NAHI KAREGA.
MOTHER KAISE KAAM KARTA HAIN.
MOTHERBOARD SE SMPS KO JODKAR JAISE HI SMPS KO POWER DETE HAIN TO SMPS SE STAND BY +5 VOLT KI SUPPLY PIIX CHIP (SOUTH BRIDGE) ME BANE TIGGER CIRCUIT KO MILTA HAIN SAATH HI CPU KE VRM CHIP KO MILTA HAIN (VRM CHIP KA KAAM CPU KE CORE VOLT KO SENSE KARKE CORE VOLT KO CONTROL KARNA HOTA HAIN )
JAISE HI MOTHERBOARD PAR LAGE PANEL PINS KE ON BUTTON KO DABADE HAIN TO SMPS SE SAARE VOLT(+3.3V,+5V,+12,-5V,-12V,PG) NIKLATE HE
DISPLAY LAANE KE LIYE CPU KO SAHI CORE VOLTAGE MILNE CHAHIYE
RESET SIGNAL
CLOCK SIGNAL
0 Comments